Showing posts with label Jokes. Show all posts
Showing posts with label Jokes. Show all posts

Monday, June 22, 2009

Sardar's wife

Sardar ki Biwi bhaag gayi.

3 din baad wapis aayi,
Sardar ghussay se bola:
"Hun ki lain aayi ain..??''

Sardarni:

"Mobile da charger bhul gyi si."

Pagal aur doctor

Doctar" pagal se tum pagal kese huway?
Pagal" Main ne 1 Bewa se Shaadi ki,

uski

Jawan Beti se

Mere Baap

ne

Shaadi ki...

youn Meri wo Beti

meri

Maa ban gae,

un k ghar Beti hui To wo meri behn hui

Magr

main uski Naani ka

shohar Tha

isliay

wo meri

Nawasi

bhi hui,

Isi Tarah mera

Beta

apni Daadi ka

Bhai

ban gaya

aur

main apne Betay ka

Bhanja

aur woh.....

Doctar: abay chup kr kiya mujhe bhi pagal kary ga..

Charsi

Ek charsi nay doston ki dawat ka program banaya,

OR apnay he ghar say raat ko bakra chori kia,

OR khoob dawat ki,
subha jab ghar poncha to bakra ghar main tha,
Bivi say pocha bakra kahan say aya?

Bivi boli bakray ko goli maro!

Yeh batao raat ko choron ki tarhan kutay ko kahan lay kar gay thay?

Jokes

45 saal ka admi larki dekhne gaya
larki ki maa behosh ho gai

hosh aya
waja puchi boli 25 saal pehle
ye mujhe b dekhne aya tha.

 
Technology-Computer-Robotics | New IT World